Monday 4 February 2008

साग़र खैय्यामी साहब फ़रमाते हैं-

मंजन घिसा था जिनपे चमकने की आस में

रक्खे हुए हैं दांत वही अब गिलास में.

2 comments:

विजयशंकर चतुर्वेदी said...

jaan padtaa hai ki aap log sachmuch gambheer ho gaye. vaise bhee muneesh jee, daad to sirf do hee aatee hain. yaa to muneesh se yaa ashok pande se. kyaa matalab hai?

मुनीश ( munish ) said...

kya manzar hai saab, vaah! aji hum to apke saath milkar mutual admiration society kholenge . koi ujra? daad, khaaj , khujli ki parvah na karen aur maal aane dein.asal me non members ki daad print karne ka right irfan ke paas hai aur vo kai din se net se alag the. ab dekhiye...